Mere Maadar-e-watan shukriya tera
Teri panaah me hi khil utha ashiyaana mera
Tere aangan me gar na guzarta bachpan mera
Na milta tehzeeb-e-zindagi ka nazraana tera
Tu azeez hai mujhe jaan-o-jigar se jyaada,
Meri pehli wafa hai, andaaz ashiqaana tera
Tere saaye mein saanse lekar lagta hai,
Kuch kaam aayega ek din jeena mera
Shahadat ki tamanna to hai tere liye, himmat ka main nahi jaanta
Fir bhi dil kurbaan hai tujhpe mastaana mera
Mere Madar-e-watan shukriya tera

(Genuinely Uttam's)
Wish You a Very Happy Independence Day